• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil-O-Nigah Ki Hairat Main Rah Gae Hain Hum

dil-O-Nigah Ki Hairat Main Rah Gae Hain Hum

naz-butt

dil-o-nigah ki hairat main rah gae hain ham

khumar-e-khvab ki lazzat men rah gae hain ham

chura ke le gai duniya-e-pur-fareb us ko

aur apni saada tabiat men rah gae hain ham

hamen to khinch raha tha safar tiri janib

bas is jahan ki rivayat men rah gae hain ham

vo dekhta hai ki jaise na ham ko dekha ho

is aaine ki shararat men rah gae hain ham

hamen talash raha tha visal ka lamha

kisi ke hijr ki saaat men rah gae hain ham

hava ke saath kahan tak gulab ja sakte

bikhar ke rah-e-mohabbat men rah gae hain ham

vo apne khvab ke hamrah ja chuka hai naaz

akele apni haqiqat men rah gae hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Chiz Hai Uzr-E-Lab-E-Izhaar Ka Saya

kaifi-azmi

Zindagi

Shab-E-Be-Mah Bhi Uski Nahin Kali Hogi

Gulshan Gulshan KHak uDi Aur Viranon Mein Phul Khile

Us Zulf Ke KHayal Ka Milna Muhaal Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet