• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ne Ek Aah Bhari Aankh Mein Aansu Aae

dil Ne Ek Aah Bhari Aankh Mein Aansu Aae

gulnar-aafreen

dil ne ik aah bhari aankh men aansu aae

yaad gham ke hamen kuchh aur bhi pahlu aae

zulmat-e-shab men hai ru-posh nishan-e-manzil

ab mujhe raah dikhane koi jugnu aae

dil ka har zakhm tiri yaad ka ik phuul bane

mere pairahan-e-jan se tiri khushbu aae

tishna-kamon ki kahin pyaas bujha karti hai

dasht ko chhod ke ab kaun lab-e-ju aae

ek parchhain tasavvur ki mire saath rahe

main tujhe bhulun magar yaad mujhe tu aae

main yahi aas liye gham ki kadi dhuup men huun

dil ke sahra men tire pyaar ka aahu aae

dil pareshan hai ‘gulnar’ to mahaul udaas

ab zarurat hai koi mutrib-e-khush-khu aae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kar Gae Ashk Meri Aankh Ko Jal-Thal Kya Kya

poet

Naqsh Diwar-E-Shikasta Hi Kahin Ho Mujh Mein

majrooh-sultanpuri

Jala Ke Mishal-E-Jaan Hum Junun-Sifat Chale

firaq-gorakhpuri

Raat Bhi Nind Bhi Kahani Bhi

Ye Shab to Kya Sahar Ko Bhi Shayad Nahin Pata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet