• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mein Khayalat-E-Rangin Guzarte Hain Jiyun Boss Phulon Ke Rangon Mein Rahiye

dil Mein Khayalat-E-Rangin Guzarte Hain Jiyun Boss Phulon Ke Rangon Mein Rahiye

siraj-aurangabadi

dil men khayalat-e-rangin guzarte hain jiyun boss phulon ke rangon men rahiye

vahshat ke jangal men kab lag pareshan ho gham ke bharon ke sangon men rahiye

jo koi ki hai dasht vahshat ka sakin use hosh ke shahriyon se hai nafrat

ye divangi ka nipat khuub aalam hai zanjir ki ja ulangon men rahiye

pindar-e-hasti sen vahmi khayalon ne kasrat ki tohmat lagae hain nahaq

dar-asl men josh-e-tufan-e-vahdat hai jiyun mauj-e-dariya umangon men rahiye

is sarv-qamat ke josh-e-mohabbat men az-bas ki azad sab sen hua huun

manind-e-qumri badan kuun laga ra kah yaahu ke dam bhar malangon men rahiye

nahaq ‘siraj’ ah-e-hasrat ki atish sen har dam men sau baar jumban sabab kiya

yakbar shoale pe girne ki tarhon kuun maalum karne patangon men rahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Ham-Nafasan Jism Hun Wo Jaan Ki Tarah Tha

Darichon Mein Charaghon Ki Kami Mahsus Hoti Hai

Ek Hawa Aisi Chali Bagule Bhi Kale Ho Gae

Tu Apne Hone Ka Har Ek Nishan Sambhaal Ke Mil

Hisar-E-Ashiqi Mein Wajd Ki Haalat Mein Rahta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet