• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Junun-E-Ishq Jagane Ka Waqt Hai

Dil Mein Junun-E-Ishq Jagane Ka Waqt Hai

dil men junun-e-ishq jagane ka vaqt hai

ab ain shiin qaaf milane ka vaqt hai

ahl-e-suḳhan ki shaan baḌhane ka vaqt hai

ab diip chahaton ke jalane ka vaqt hai

ab is ke baad khel na khele koi yahan

maidan men husain ke aane ka vaqt hai

ta.abir ki sahar ne sada di hai phir unhen

bistar pe so.e ḳhvab jagane ka vaqt hai

tum puchhte ho kis liye maḳhmur ham hue

mai-kash yahi to pyaas bujhane ka vaqt hai

ḳhud ko nava-e-soz men mat Dhalo sha.iro

iqbal ki ḳhudi ko baḌhane ka vaqt hai

ḳhushbu tamam shahr men phaile ho ashti

taḳhliq men vo lafz sajane ka vaqt hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Ko Bar-E-Zindagi Na Kaho

Sufi

Wo Jo Har Rah Ke Har Mod Par Mil Jata Hai

Bewafa Ke Wade Par Eatibar Karte Hain

poet

Usko Mera Malal Hai Ab Bhi

faiz-ahmad-faiz

Tumhaare Husn Se Rahti Hai Ham-Kanar Nazar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet