• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Har-Waqt Yas Rahti Hai

Dil Mein Har-Waqt Yas Rahti Hai

dil men har-vaqt yaas rahti hai

ab tabi.at udaas rahti hai

un se milne ki go nahin surat

un se milne ki aas rahti hai

maut se kuchh nahin ḳhatar mujh ko

vo to har-vaqt paas rahti hai

ab-e-haivan jise bujha na sake

zindagi ko vo pyaas rahti hai

dil to jalvon se bad-havas hi tha

aankh bhi bad-havas rahti hai

un ki surat ajab hai sho.abada-baz

duur rah kar bhi paas rahti hai

dil kahan ‘arsh’ ab to pahlu men

ek tasvir-e-yas rahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

khumar-barabankavi

Aisa Nahin Ki Un Se Mohabbat Nahin Rahi

Kami Hai Kaun Si Ghar Mein Dikhane Lag Gae Hain

khwaja-meer-dard

Jag Mein Koi Na Tuk Hansa Hoga

Sufi

Bad-Karo

ahmad-hamdani

Khayal-O-Khwab Se Ghar Kab Talak Sajaen Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet