• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Apne Husn-E-Alamgir Dekh

Dil Mein Apne Husn-E-Alamgir Dekh

dil men apne husn-e-alamgir dekh

aa.ine men yaar ki tasvir dekh

kah rahe hain vo bana kar zulf ko

mujriman-e-ishq ki zanjir dekh

tujh ko aana hi paḌa tha le jigar

dekh meri aah ki tasir dekh

ḳhat peshani ka bhi miTta hai kahin

ḳhama-e-be-dast ki tahrir dekh

un ke divanon men ham bhi ja mile

mil ga.i zanjir se zanjir dekh

un ke zer-e-hukm saari ka.enat

kaisi hai ye qaid-e-be-zanjir dekh

dekh hi lena hai ‘za.iq’ ko agar

har ghazal hai us ki ik tasvir dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Qadam Sail-E-Hawadis Se Bachaya Hai Mujhe

Wo Jo Mujhse KHafa Nahin Hota

Duniya Mein Har Qadam Pe Hamein Tirgi Mili

poet

Jo Bhi Nikle Teri Aawaz Lagata Nikle

Dil Ko Har Lamha Bachate Rahe Jazbaat Se Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet