• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gae Hum Jo Ulfat Ki Wan Rah Karne

Gae Hum Jo Ulfat Ki Wan Rah Karne

nazeer-akbarabadi

gae ham jo ulfat ki vaan raah karne

irade se chahat ke agah karne

kaha us ne aana hua kis sabab se

kaha aap ke dil ko hamrah karne

bithaya aur ik chutki li aisi jis se

lage munh bana ham vahin aah karne

jo ye shakl dekhi to chutki baja kar

kaha yuun ‘nazir’ aur laga vaah karne

miyan ek chutki se ki aah ruk kar

isi munh se aae ho tum chaah karne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sunta Raha Hai Aur Sunega Jahan Mujhe

Is Raaz Ke Baatin Tak Pahuncha Hi Nahin Koi

Sufi

Karb-e-Furqat Ruh Se Jata Nahin

Ye Daur-E-Masarrat Ye Tewar Tumhaare

Phulon Se Saj Gai Kahin Sabza Pahan Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet