• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Faiz-E-Agahi Ye Kya Azab Dekh Liya

Ba-Faiz-E-Agahi Ye Kya Azab Dekh Liya

ba-faiz-e-agahi ye kya azaab dekh liya

ki ḳhud hi apne kiye ka hisab dekh liya

ye nasl nasl masafat bahal rahi hai yunhi

sarab jagte sote men ḳhvab dekh liya

dilon ki tirgi dhone ko log uThe hain jab

chhaton par utra hua aftab dekh liya

saron se taaj baḌe jism se aba.en baḌi

zamane ham ne tira intiḳhab dekh liya

vo faḳhta jise laana tha amn ka paigham

uḌi nahin thi ki us ne uqaab dekh liya

kabhi vo khul ke kabhi sarsari mila ham se

kabhi hilal kabhi mahtab dekh liya

kitab paḌhne ki fursat yahan kise ‘anjum’

bahut hua to faqat intisab dekh liya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aatish-Fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha

Tu Gaya Lekin Teri Yaaden Yahan Par Rah Gain

In Dinon Tez Bahut Tez Hai Dhaara Mera

Dard-E-Dil Ki Dawa Kare Koi

insha-allah-khan-insha

Faqirana Hai dil Muqim Uski Rah Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet