• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ko Ye Samjhana Hai

Dil Ko Ye Samjhana Hai

dil ko ye samjhana hai

duniya pagal-ḳhana hai

vo kaisa begana hai

dil jis ka divana hai

fitrat ke begar sabhi

sham.a hai parvana hai

jivan dukh-sukh sukh-dukh sab

uljha tana-bana hai

hiire moti ro lena

hansne ka harjana hai

sapna hai ye jivan aur

duniya ik afsana hai

hasil ka bhi hasil kya

aḳhir to mar jaana hai

manzil vaise duur nahin

rasta kuchh an-jana hai

maut ke qadmon men rakkha

hasti ik nazrana hai

‘pinhan’ ab to har ik ko

sha.ir hi kahlana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Yun Hua Ki Aag Se Chehra Jala Diya

Donon Taraf Hi Barson Ye Silsile Rahe The

poet

Koi Ga de Mithi Lori Sajan

munawwar-rana

Sahra Pe Bura Waqt Mere Yar Pada Hai

poet

KHud Ko Inam Ke Pa Lene Ka Dhoka De Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet