• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ko Halak-E-Jalwa-E-Jaanan Banaiye

Dil Ko Halak-E-Jalwa-E-Jaanan Banaiye

dil ko halak-e-jalva-e-janan bana.iye

is but-kade ko kaba-e-iman bana.iye

tufan ban ke uThiye jahan-e-ḳharab men

hasti ko ik sharara-e-raqsan bana.iye

dauḌa.iye vo ruuh ki har zarra jaag uThe

ujḌe hue vatan ko gulistan bana.iye

phir dijiye nigah ko paigham-e-justuju

manzil se kyuun nazar ko gurezan bana.iye

aḳhir to ḳhatm hongi kahin qaid ki haden

yusuf ko aap raunaq-e-zindan bana.iye

phir apne dil men kijiye paida koi taḌap

phir mushkil-e-hayat ko asan bana.iye

‘jauhar’ asiriyon ki koi intiha bhi hai

azad ik nizam-e-pareshan bana.iye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pahle Nazr Lab-O-ruKHsar Karegi Duniya

Dur Tak Ek Sarab Dekha Hai

Ku-E-Jaanan Mujhse Hargiz Itni Begana Na Ho

poet

Jate Ho Tum Jo Ruth Ke Jate Hain Ji Se Hum

Bedam Shah Warsi

Kya Gila Is Ka Jo Mera dil Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet