• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ki Taskin Ko Kafi Hai Pareshan Hona

Dil Ki Taskin Ko Kafi Hai Pareshan Hona

dil ki taskin ko kaafi hai pareshan hona

hai tavakkul ba-ḳhuda be-sar-o-saman hona

yuun to har diin men hai sahab-e-iman hona

ham ko ik but ne sikhaya hai musalman hona

ai pari-ru tire divane ka iman kya hai

ik nigah-e-ghalat-andaz pe qurban hona

kor hai chashm jise da.ava-e-bina.i hai

shart-e-avval hai jahan dida-e-hairan hona

ham se rindadan-e-bala-nosh ka hai shurb-e-mudam

durd-asham-e-mai-e-kulfat-e-hijran hona

vaqf-e-taslim-o-raza chahiye dil ashiq ka

‘sahir’ asan nahin banda-e-janan hona

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-mansuri

Hashr Ki Subh darakhshan Ho Maqam-E-Mahmud

Dastar Bahut Roi Dinar Bahut Roya

Kis Jhutpute Ke Rang Ujalon Mein Aa Gae

Kar De Karishma Aisa Ubur-E-Kitab De

Mamur-E-Uns Qalb-E-Munawwar Talash Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet