• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ke Bahlane Ko Dil Mein Koi Dilbar Rakhna

Dil Ke Bahlane Ko Dil Mein Koi Dilbar Rakhna

dil ke bahlane ko dil men koi dilbar rakhna

aur begam ki nigahon se bacha kar rakhna

saare ahbab men bad-nam tumhen kar degi

apne ahval paḌosan se chhupa kar rakhna

kaam agar apna banana hai to phir is ke liye

haath men apne koi ek minister rakhna

gar kamana ho to degrē pe bharosa na karo

DugDugi haath men aur saath men bandar rakhna

duur tak naam ki tash.hir agar hai manzur

jaari tanqid adibon pe barabar rakhna

hon fasadat to apne ko chhupane ke liye

apne angan men koi peḌ tanavar rakhna

aam filmon ke tufail aaj hue love-latter

post office men ka.i ek kabutar rakhna

ghair mad.u ko kisi tarah na baḌhne denge

bazm-e-jauhar men qadam soch samajh kar rakhna

mas.ale kyuun na hon sangin se sangin ‘rahim’

qahqahe kal ke liye un ke uTha kar rakhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Taraf Soz Ka Andaz Judagana Hai

Hasrat-E-Did Se Mamlu Dil-E-Shaidai Hai

Nihatte Aadmi Pe baDh Ke KHanjar Tan Leti Hai

Wo Dard-E-Ishq Jis Ko Hasil-E-Iman Bhi Kahte Hain

parveen-shakir

Humne Hi Lautne Ka Irada Nahin Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet