• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ke Bahlane Ka Saman Na Samjha Jae

dil Ke Bahlane Ka Saman Na Samjha Jae

rehana-roohi

dil ke bahlane ka saman na samjha jaae

mujh ko ab itna bhi asan na samjha jaae

main bhi duniya ki tarah jiine ka haq mangti huun

is ko ghaddari ka elaan na samjha jaae

ab to bete bhi chale jaate hain ho kar rukhsat

sirf beti ko hi mehman na samjha jaae

meri pahchan ko kaafi hai agar meri shanakht

mujh ko phir kyuun miri pahchan na samjha jaae

main ne ye kab kaha ‘ruhi’ ki mire jivan men

mere sain ko miri jaan na samjha jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pas-E-Sham-E-Alam Kisi Mahr-E-Nigah Ko Dekhte The

Zulm Mujh Par Shadid Kar baiThe

poet

Tumko Kahte Hain Ki Aashiq Ki Fughan Sunte Ho

aleena-itrat

Gunjti Wadi Mein Aawaz Abhi Baqi Hai

Zist Honi Tajjubaat Hai Ab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet