• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Chehra Abhi Aashna Naya Naya Hai

Har Ek Chehra Abhi Aashna Naya Naya Hai

har ek chehra abhi ashna naya naya hai

ki shak to lazmi hai aa.ina naya naya hai

tiri raza ke mutabiq hi faisle honge

tu sabr kar ki abhi rabta naya naya hai

vo ba.ad tark-e-ta.alluq kare hai yaad mujhe

use saliqa nahin bevafa naya naya hai

vahi masarrat-e-vasl aur vahi azab-e-firaq

juz ek naam mohabbat men kya naya naya hai

paḌi hain mez pe bikhri kisi ki tasviren

nigah rakhiye ki ghar men diya naya naya hai

ab us ka naam chalo e’tibar hi rakh len

zaban-e-vasl pe ik aabla naya naya hai

jo da.imi hai zamin-o-falak ke beach ‘afaq’

hamare darmiyan vo fasla naya naya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Qubul Tha Ki Falak Mujh Pe Sau Jafa Karta

Tu Hai Aur Aish Hai Aur Anjuman-Arai Hai

Jab Duaen Bhi Kuchh Asar Na Karen

Baat Ki Baat Se Dar Lagta Hai

poet

Chup khaDa Hai Aasman

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet