• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ka Sukun Aankh Ka Tara Kise Kahen

Dil Ka Sukun Aankh Ka Tara Kise Kahen

dil ka sukun aankh ka taara kise kahen

ye sochna paḌa hai ki apna kise kahen

ye shor-e-inqalab ye naqus ye azaan

hangama kaun sa hai tamasha kise kahen

rahbaniyat ka jism se fasta.iyat ki ruuh

kis ko rafiq ḳhuun ka pyasa kise kahen

sab milte-julte chehre hain dushman bhi dost bhi

qatil kise bata.en masiha kise kahen

har zarra-e-haqir hai ham-dosh mehr-o-mah

is pattharon ke Dher men hiira kise kahen

itna shu.ur de hamen ḳhallaq ḳhair-o-shar

ḳhar-o-zabun hai kaun farishta kise kahen

milna tha jo nasib se vo mil gaya ‘ziya’

hasrat kise bata.en tamanna kise kahen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yahi Bahut Hai Ki Ahbab Puchh Lete Hain

Firaq-Mausam Ke Aasman Mein ujaD Tare juDe Hue Hain

poet

Hone Wala Tha Ek Hadsa Rah Gaya

Yun to Kya Kya Log Chhupe the Darwazon Ke Pichhe

Bedam Shah Warsi

Ye Khusrawi-O-Shaukat-e-Shahana Mubarak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet