• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Juda Mal Juda Jaan Juda Lete Hain

dil Juda Mal Juda Jaan Juda Lete Hain

ameer-minai

dil juda maal juda jaan juda lete hain

apne sab kaam bigad kar vo bana lete hain

ho hi rahta hai kisi but ka nazara ta-sham

subh ko uth ke jo ham nam-e-khuda lete hain

majlis-e-vaz men jab baithte hain ham mai-kash

dukhtar-e-raz ko bhi pahlu men bitha lete hain

aise bose ke evaz mangte hain dil kya khuub

ji men sochen to vo kya dete hain kya lete hain

apni mahfil se uthae hain abas ham ko huzur

chupke baithe hain alag aap ka kya lete hain

but bhi kya chiiz hain allah salamat rakkhe

galiyan de ke gharibon ki dua lete hain

shakh-e-marjan men javahar nazar aate hain ‘amir’

kabhi ungli jo vo danton men daba lete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har suKHan Mein Wo Sehr Karte Hain

Sim-O-Zar Chahe Na Almas-O-Guhar Mange Hai

syeda-nafis-bano-shama

dard Sine Mein Kahin Chikh Raha Ho Jaise

Mere KHwabon Ko Mujhse Gila Rah Gaya

Lab Chup Hain to Kya Dil Gila-Pardaz Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet