• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum Aur Sahe Gham Dur Hi Dur

Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum Aur Sahe Gham Dur Hi Dur

dil hi dil men sulag ke bujhe ham aur sahe gham duur hi duur

tum se kaun si aas bandhi thi tum se rahe ham duur hi duur

tum ne ham ko jab bhi dekha shukr-ba-lab the ya ḳhamosh

yuun to aksar ro.e lekin chhup chhup kam kam duur hi duur

jal jal bujh ga.i konpal konpal kya kya arman ḳhaak hue

ankhen to bhar laa.e pa badal barse chham-chham duur hi duur

ek vo aan ki un ki zara si baat gavara kar na sake

ek ye haal ki yaad men un ki ro.e paiham duur hi duur

tark-e-talab par ḳhush the ki aḳhir kaam liya dana.i se

kis ko ḳhabar hai jalte rahe tum jalte rahe ham duur hi duur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sada-E-Ahd-E-Wafa Ko Zawal Kyun Aaya

Ye Raste Ye Nazare Bahaar Ka Aalam

Qarya Qarya KHak uDai Kucha-Gard Faqir Hue

poet

did-E-duniya Habab Ki Si Hai

saleem-kausar

Charagh-E-Yaad Ki Lau Ham-Safar Kahan Tak Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet