• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil-E-Simab-Sifat Phir Tujhe Zahmat dunga

dil-E-Simab-Sifat Phir Tujhe Zahmat dunga

saleem-kausar

dil-e-simab-sifat phir tujhe zahmat dunga

dur-uftada zaminon ki masafat dunga

apne atraf naya shahr basaunga kabhi

aur ik shakhs ko phir us ki hukumat dunga

ik diya niind ki aghosh men jalta hai kahin

silsila khvab ka tuute to basharat dunga

qissa-e-sud-o-ziyan vaqf-e-mudarat hua

phir kisi roz mulaqat ki zahmat dunga

main ne jo likh diya vo khud hai gavahi apni

jo nahin likkha abhi us ki basharat dunga

ek safha kahin tarikh men khali hai abhi

akhiri jang se pahle tumhen mohlat dunga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Dil Ne Na Kahi Yun to Kai Bar Mile

Rim-Jhim Hai Ye Ashkon Ki Rawani Hai Ki Kya Hai

Har Ek Lab Par KHamoshi Ki Sada Thi

asrarul-haq-majaz

Taskin-E-dil-E-Mahzun Na Hui Wo Sai-E-Karam Farma Bhi Gae

Lamhe Shumar Zat Bhi Karne Nahin Diye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet