• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil-E-Nadan Koi Mahshar Na uThana Is Waqt

Dil-E-Nadan Koi Mahshar Na uThana Is Waqt

dil-e-nadan koi mahshar na uThana is vaqt

aa raha hai miri baton men zamana is vaqt

karb-e-tanha.i ki tavil to mushkil hai bahut

kaise chup-chap hua aap ka aana is vaqt

rasm-e-tajdid-e-marasim bhi zaruri hai magar

yaad aaya hai mujhe vaqt purana is vaqt

ye ghaḌi koi faramosh nahin kar sakta

meri ankhon men hai ik ḳhvab suhana is vaqt

aa raha hai koi phir dam-e-nazar men ‘ja.afar’

aise manzar se nigahen na haTana is vaqt

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDi Haweli Ke Taqsim Jab Ujale Hue

aftab-shamsi

der Tak Raat Andhere Mein Jo Maine dekha

Dil-Ruba Bhi Wo Dil-Nawaz Bhi Hai

Sufi

Ek Khush-Ru Se Mohabbat Ho Gai

Na Koi Din Na Koi Raat Intizar Ki Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet