• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wade Diye the Usne Nishani to Thi Nahin

Wade Diye the Usne Nishani to Thi Nahin

va.ade diye the us ne nishani to thi nahin

yadon pe ham ne film banani to thi nahin

bas dekhna tha teri hatheli pe ek naam

ham ne tumhari shaam churani to thi nahin

kirdar ki aziyyaten kuchh puchhiye na bas

be-rabt thiin lakiren kahani to thi nahin

har ek shaḳhs khojne men tha laga hua

main ne kisi ko baat batani to thi nahin

kuchh vaqt bas guzarna tha ghar ke sahn men

divar jo gira.i uThani to thi nahin

is silsile ko rokna bhi ab yahin pe tha

ye baat ham ne aage chalani to thi nahin

majnun ke naam ek ilaqa kiya raqam

sahra ki ḳhaak shahr men laani to thi nahin

shohrat kisi ke gham ki hui hai ata ‘zubair’

izzat ye sha.iri se kamani to thi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-javed

Ek Surma Ke Nam

abdurrahman-wasif

Mez Qalam Qirtas daricha Sannata

Sufi

Koi Basti Koi Qarya Nahin Hai

poet

Yunhi Kufr Har Subh Har Sham Hoga

Ajab Tarah Se Main Sarf-E-Malal Hone Laga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet