• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil-E-Muztar Ko Samjha Lun Bahut Hai

Dil-E-Muztar Ko Samjha Lun Bahut Hai

poet

dil-e-muztar ko samjha luun bahut hai

main ḳhud se apna ghar chhalun bahut hai

main apni zindgi-e-bevafa ko

vafa ke jaam men Dhalun bahut hai

bhigo kar ansuon se apna chehra

safar ki gard dho Dalun bahut hai

sukut-e-anjuman TuuTe na TuuTe

ba-shauq-e-zamzama ga luun bahut hai

navah-e-zindagi men ik zara sa

fareb-e-dosti kha luun bahut hai

koi bhula sabaq parina qissa

main dil hi dil men dohra luun bahut hai

na jaa.e ra.egan zauq-e-tajassus

main apne aap ko pa luun bahut hai

jo sang-e-mil rahzan ke liye hai

vo sang-e-rah uThva luun bahut hai

‘saba’ divar-e-zindan-e-bala se

main apne sar ko Takra luun bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek KHwab-E-Atishin Ka Wo Mahram Sa Rah Gaya

KHumar-E-Tishna-Labi Mein Ye Kaam Kar Aae

Sar Jhuka Kar Shah Ke Darbar Mein

Phir Aapne Dekha Hai Mohabbat Ki Nazar Se

MAHMUD SHABISTARI

Ishaarat – But Tarsa Bachcha Nuri-Ast Zahir

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet