• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dijiye ruKHsat-E-Bosa Nahin Le baiThenge

Dijiye ruKHsat-E-Bosa Nahin Le baiThenge

dijiye ruḳhsat-e-bosa nahin le baiThenge

pyare ye yaad rahe jaan bhi de baiThenge

pa-e-divar khaḌe rahne na diije behtar

aur haT kar tire kucha men pare baiThenge

be-sar-o-pa hain kahan ja.enge juun naqsh-e-qadam

ḳhak-e-pa ham tire qadmon hi tale baiThenge

atish-e-ishq tire soḳhtagan juun sho.ala

jab talak hain koi aram liye baiThenge

ru-ba-ru us ke ‘asar’ aap ba-in-zinda-dili

kab talak dil ke ta.iin maare hue baiThenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Bar Un Se Mil Ke Juda Hum Jo Ho Gae

Islah-E-Ahl-E-Hosh Ka Yara Nahin Hamein

Dekhen Kitne Chahne Wale Niklenge

Kitna Mushkil Tha Ye Rasta Kaun Likhega

Har Shab-E-Gham Ki Sahar Bhi Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet