• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhup Girne Lagi Badan Bhar Par

Dhup Girne Lagi Badan Bhar Par

dhuup girne lagi badan bhar par

chhanv rakh de koi mire sar par

baukhla se ga.e dar-o-divar

ek dastak hui kisi dar par

ek be-kar ki zarurat thi

muskurati rahi muqaddar par

raat takiye pe buund buund giri

kaa.i jamne lagi hai bistar par

saara din mustaqil tanav tha

ab hansi aa rahi hai daftar par

ghar pe rahta tha ek saya-e-gham

aur vo rahta raha mire ghar par

bad-guman ho gaya huun bahar se

huun main naraz apne andar par

siḌhiyan ban rahi hain sab lahren

chand utrega kya samundar par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hone Ko to KHilqat Mein Teri Honge Jahan Aur

ada-jafarey

Aakhiri Tis Aazmane Ko

Qaside Le Ke Sare Shaukat-E-Darbar Tak Aae

Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi

muneer-niyazi

deti Nahin Aman Jo Zamin Aasman To Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet