• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Se Kisi Sanam Ka Afsana Jaante Hain

Jab Se Kisi Sanam Ka Afsana Jaante Hain

poet

jab se kisi sanam ka afsana jante hain

har sang-o-ḳhisht ko ham but-ḳhana jante hain

ai sham.a-e-husn-o-ḳhubi dil hai vahi hamara

mahfil men aap jis ko parvana jante hain

vo rashk-e-bagh-e-rizvan jab tak na jalva-gar ho

ham rauza-e-iram ko virana jante hain

marqad pe kohkan ke ai ‘faiz’ yuun likha hai

divane hain jo mujh ko divana jante hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajab Sa Wo Irada Kar Raha Hai

Ek Lamha Ki Milen Sare Zamane Jis Mein

afzal-gauhar-rao

Isi Liye Bhi Nae Safar Se Bandhe Hue Hain

poet

Nafs-E-Sag-E-Palid Ko Gar Apne Mariye

Bujh Chuki Aag Magar Ab Bhi Jalan Baqi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet