• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhundh Hum Un Ko Pareshan Bane Baithe Hain

dhundh Hum Un Ko Pareshan Bane Baithe Hain

poet

dhundh ham un ko pareshan bane baithe hain

vo to parda liye insan bane baithe hain

zauq hasil unhen hota hai har yak surat se

rang-o-be-rangi se har aan bane baithe hain

chhod masjid ko gae dair men puuja karne

the musalman vo rahban bane baithe hain

baat ye hai ki hayula se hai surat paida

har yak ajsam men rahman bane baithe hain

taaza har aan dikhate hain vo jalva apna

har taayyun ke liye shaan bane baithe hain

hain masiha kahin bimar kahin dard kahin

har tarah se vahi darman bane baithe hain

vahi hota hai har yak kaam jo vo chahte hain

dete hasrat bhi hain arman bane baithe hain

kufr-o-islam ke parde se hain har haal men khush

vajib aina se imkan bane baithe hain

sach to ye hai ki haqiqat jo hai un ki maalum

jante jo hain vo anjan bane baithe hain

jumla advar o shayunat se jalva karte

shan-e-‘markaz’ men vo subhan bane baithe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mera Saya Hai Mere Sath Jahan Jaun Main

aftab-iqbal-shamim

Asir-e-Hafiza Ho Aaj Ke Jahan Mein Aao

poet

Tirgi Taq Mein jaDi Hui Hai

To Sharafaton Ka Maqam Hai to Sadaqaton Ka Dawam Hai

Ranj Par Ranj Musibat Si Musibat Dekhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet