• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / dhol Wala

dhol Wala

bushra-saeed

us ne ghurbat ke badan pe

basanti chola piili pagdi

aur sunahri jacket sajai hai

vo tuuti kursi pe

bosida dhol se pair tikae

udhda vaqt

sabr ke dhage se siita hai

saji-sanvari gaadi

paas se guzre to

aas aankh men chamakti hai

us ki bhuuk lapakti hai

apni khushiyon ke angan men

dhol ki thaap par

us ke gham ko nachta dekh rahi huun

main soch rahi huun

us ki dukan ka mahnga sauda

kitne saste daam bika hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sang-Dil Hun Is Qadar Aankhen Bhigo Sakta Nahin

Hawa Ki Dor Mein TuTe Hue Tare Piroti Hai

ali-sardar-jafri

do Charagh

abbas-tabish

Hansne Nahin deta Kabhi Rone Nahin deta

poet

Mere honTon Ka Abhi Zahar Tere Jism Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet