• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhimi Barish Ki Lai Mein Ahwal Sunate Rahna

Dhimi Barish Ki Lai Mein Ahwal Sunate Rahna

dhimi barish ki lai men ahval sunate rahna

us ka ek jharoke men phir shaal sukhate rahna

jaane kis ki yaad aati hai sahil sahil ja kar

ret pe zaḳhmi poron se ashkal banate rahna

rabt ik shai kaliyon se komal aur hava.en murakh

TuuTe us ke taar to kya sur-tal milate rahna

kya jaane kab lamhon ki mafrur sama.at lauTe

achchhi achchhi avazon ke jaal bichhate rahna

apni to miras yahi hai raat gavahi degi

din ke aariz shaam savere laal banate rahna

us ne to aate rahna hai sehn men ram karne ko

roz ghazal-e-dard ke mathe ḳhaal lagate rahna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mausam-E-Gul Mein Jo Ghir Ghir Ke Ghataen Aain

poet

Mamnun Hi Raha Us But-E-Kafir Ki Jafa Ka

agha-shayar-qazalbash

Uns Apne Mein Kahin Paya Na Begane Mein Tha

abroo-shah-mubarak

Aaya Hai Subh Nind Sun Uth Rasmasa Hua

Jo Meri Haalat Pe Hans Rahe Hain Mujhe Kuchh Un Se Gila Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet