• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dharti Mein Bhi Reng Rahi Hai KHun Ki Ek Shiryan

Dharti Mein Bhi Reng Rahi Hai KHun Ki Ek Shiryan

poet

dharti men bhi reng rahi hai ḳhuun ki ik shiryan

patthar ki rag rag men machla ashkon ka tufan

chiḳh hava ki dene lagi hai ek lughat tartib

phulon ka mauzu-e-suḳhan hai sho.alon ki pahchan

dariya dariya tufanon ne giit kiye compos

sahra sahra dhuul ke badal baanT ga.e gul-dan

shaam ki ajrak DhunDh ke laa.e dhuup naha.e peḌ

shaam ki laali oḌh ke aaya ambar sa mehman

teri ḳhatir hi ai mere bhuuk ke maare bhaa.i

peT pe patthar bandh ke roya do jag ka sultan

shah-‘nasir’ karega apni ankhen kal nilam

basti basti nagri nagri kar do ye elaan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Ka Pura Shahr Hi Sailab Kar Gaya

Jise Kal Raat Bhar Puja Gaya Tha

poet

Kis Ko Mehrban Kahiye Kaun Mehrban Apna

Bedam Shah Warsi

Batae deti Hai Be-Puchhe Raaz Sab dil Ke

Chilchilati Dhup Sar Par Aur Tanha Aadmi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet