• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhanak dhanak Meri Poron Ke Khwab Kar dega

dhanak dhanak Meri Poron Ke Khwab Kar dega

parveen-shakir

dhanak dhanak miri poron ke khvab kar dega

vo lams mere badan ko gulab kar dega

qaba-e-jism ke har taar se guzarta hua

kiran ka pyaar mujhe aftab kar dega

junun-pasand hai dil aur tujh tak aane men

badan ko naav lahu ko chanab kar dega

main sach kahungi magar phir bhi haar jaungi

vo jhuut bolega aur la-javab kar dega

ana-parast hai itna ki baat se pahle

vo uth ke band miri har kitab kar dega

sukut-e-shahr-e-sukhan men vo phuul sa lahja

samaaton ki faza khvab khvab kar dega

isi tarah se agar chahta raha paiham

sukhan-vari men mujhe intikhab kar dega

miri tarah se koi hai jo zindagi apni

tumhari yaad ke naam intisab kar dega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Itna Na Apne Jame Se Bahar Nikal Ke Chal

poet

Rabt Arsh-E-Barin Se Niklega

poet

Pesh Har Ahd Ko Ek Tegh Ka Imkan Kyun Hai

majrooh-sultanpuri

Ye Ruke Ruke Se Aansu Ye dabi dabi Si Aahen

Jab Utre Chand Aangan Mein to Raaten Baat Karti Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet