• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / deta Nahin dil Le Ke Wo Maghrur Kisi Ka

deta Nahin dil Le Ke Wo Maghrur Kisi Ka

poet

deta nahin dil le ke vo maghrur kisi ka

sach hai ki na zalim se chale zor kisi ka

araish-e-husn aina-rukh karte ho har dam

lena hai magar dam tumhen manzur kisi ka

be-vajah nahin tabish-e-arbab-e-safa ko

hai jalva-gar is aine men nuur kisi ka

aata hai nazar yaan jo har aivan-e-shikasta

yak vaqt men tha khana-e-maamur kisi ka

vo shokh pari rashk-ba-kaf tegh-e-siyah-mast

aata hai kiye shisha-e-dil chuur kisi ka

rokun main ab us ko sar-e-rahe kabhi aa ke

itna to main rakhkhun nahin maqdur kisi ka

‘bedar’ mujhe yaad usi ki hai shab-o-roz

ne baat kisi ki hai ne mazkur kisi ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Takmil-E-Ishq Jab Ho Ki Sahra Bhi chhoD De

Churae Nazren Kabhi muD Ke Dekhta Bhi Hai

baDh Rahi Hai Dil Ki dhaDkan Aandhiyon Dhire Chalo

poet

Bashar Ki Zat Mein Shar Ke Siwa Kuchh Aur Nahin

Pahle Hota Tha Bahut Ab Kabhi Hota Hi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet