• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Garm Lashen Girin Fasilon Se

Garm Lashen Girin Fasilon Se

gulzar

garm lashen girin fasilon se

asman bhar gaya hai chilon se

suuli chadhne lagi hai khamoshi

log aae hain sun ke milon se

kaan men aise utri sargoshi

barf phisli ho jaise tilon se

guunj kar aise lautti hai sada

koi puchhe hazaron milon se

pyaas bharti rahi mire andar

aankh hatti nahin thi jhilon se

log kandhe badal badal ke chale

ghaat pahunche bade vasilon se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ata

Hamari Aankhen Bhi Sahib Ajib Kitni Hain

Na Honge Hum to Ye Rang-E-Gulistan Kaun Dekhega

poet

Wahan to Rose Sitara Naya Chamakta Hai

Umr-Bhar Kuchh Is Tarah Hum Jagte Sote Rahe

poet

Thakan Se Dur Har Ek Manzil-E-Hayat Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet