• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Deta Hai Koi Dil Pe Lagatar Dastaken

Deta Hai Koi Dil Pe Lagatar Dastaken

poet

deta hai koi dil pe lagatar dastaken

bechain kar rahi hain mujhe yaar dastaken

vo dar khule khule na khule is se kya gharaz

ham de rahe hain denge lagatar dastaken

koi bhi dar mile to lapakta huun us ki samt

aisi bandhi hain hathon se is baar dastaken

ham muflison tak is ke siva kya pahunch saka

do-char das sada.en hain do-char dastaken

ab kul mila ke ye hi asasa hai mere paas

tanha.i ek chhat dar-o-divar dastaken

mujh jaise ḳhaak chhanne valon pe jabr hain

tanha.iyon men aisi pur-asrar dastaken

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Mujhko Khushiyan Na Sahi Gham Ki Kahani de de

Zarur Chashm-E-Tamasha Chaman Pe Naz Kare

Zamin Banai Gai Aasman Banaya Gaya

Maine Jab Jab Bhi Tera Nam Likha Kaghaz Par

Har Taraf Bikhar Hain Rangin Sae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet