• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khaali Sine Mein dhaDakte Hue Aawaze Se

Khaali Sine Mein dhaDakte Hue Aawaze Se

ḳhali siine men dhaḌakte hue avaze se

bhar ga.i umr miri saans ke ḳhamiyaze se

muntazir hi na raha bam-e-tamanna pe koi

aur hava aa ke guzarti rahi darvaze se

sham-e-sad-rang mire a.ina-ḳhane men Thahar

main ne tasvir banani hai tire ghaze se

mujh ko aaya hi nahin jis ka yaqin aaj talak

vo ḳhuda kitna baḌa hai mire andaze se

aur kuchh haath na aaya to miri ankhon ne

chun liye ḳhvab hi bikhre hue shiraze se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aisi Hoti Hain Baz Taqdiren

Lamhon Ke Ishaare Mein Jafa Dekh Ke Chup Hai

Manzilen Aur Bhi Hain Wahm-O-Guman Se Aage

insha-allah-khan-insha

dekhna Jab Mujhe Kar Shan Ye Gali dena

Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet