• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekhun Hun Yun Main Us Sitam-Ijad Ki Taraf

dekhun Hun Yun Main Us Sitam-Ijad Ki Taraf

sauda-mohammad-rafi

dekhun huun yuun main us sitam-ijad ki taraf

juun said vaqt zabah ke sayyad ki taraf

ne daana ham qayas kiya ne lihaz-e-dam

dhans gae qafas men dekh ke sayyad ki taraf

sabit na hove khuun mira roz-e-baz-purs

bolenge ahl-e-hashr so jallad ki taraf

patthar ki lekh tha sukhan us ka hazar haif

boli zaban-e-tesha na farhad ki taraf

turra ke tere vaste sad-chob-e-shan-a-dar

qumri gai hai katne shamshad ki taraf

‘sauda’ tu is ghazal ko ghazal-dar-ghazal hi kah

hona hai tujh ko ‘mir’ se ustad ki taraf

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Ne Bahut Din Se Qayamat Nahin Dekhi

abrar-ahmad

Aur Kya Rah Gaya Hai Hone Ko

Aise Ghar Mein Rah Raha Hun Dekh Le Be-Shak Koi

zehra-nigaah

Raste

Surat Utar Na Jae Kahin Mahtab Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet