• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai

Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai

poet

dekhne valon ne kuchh dekha bhi hai

chashm-e-nargis dida-e-bina bhi hai

in dinon aalam hai kuchh dil ka ajab

hashr bhi barpa hai sannaTa bhi hai

ik hujum-e-dostan hai aur main

dahr men mujh sa koi tanha bhi hai

har taraf ta.amir divaren huiin

sochta ye huun kahin saaya bhi hai

kyuun na ho fikr-o-ḳhayal-e-tishnagan

band mujh men pyaas ka dariya bhi hai

bhuul ja.ega zamana kya hamen

ham ne jo dekha hai vo likkha bhi hai

vo bhi ‘nashtar’ ho ga.e hain ajnabi

vo ki jin se dard ka rishta bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tumhaari Zulf Ke Charche Pareshanon Mein Rahte Hain

Jin Baaton Ko Kahna Mushkil Hota Hai

Tere Bazuon Ka Sahaara to Le Lun Magar Un Mein Bhi Rach Gai Hai Thakan

Kis Nae KHwab Mein Rahta Hun Duboya Hua Main

poet

Apni Aankhen Jo Band Kar dekhun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet