• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tak Raha Hai Tu Aasman Mein Kya

Tak Raha Hai Tu Aasman Mein Kya

tak raha hai tu asman men kya

hai abhi tak kisi uḌaan men kya

vo jo ik tujh ko jaan se pyara tha

ab bhi aata hai tere dhyan men kya

kya nahin hogi phir miri takmi

koi tujh sa nahin jahan men kya

ham to teri kahani likh aa.e

tu ne likkha hai imtihan men kya

ho hi jaate hain jab juda donon

phir ta.alluq hai jism-o-jan men kya

ham qafas men hain uḌne vaale bata

hai vahi lutf asman men kya

paḌh rahe ho jo itni ghaur se tum

kuchh naya-pan hai dastan men kya

urdu vaale kamal dikhte hain

koi jaadu hai is zaban men kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tujhko Takta Rahta Hun

Junun Karta Hai Din-Raat Paemal Mujhe

Pahnae-Bar-O-Bahr Ke Mahshar Se Nikal Kar

In Dar-O-Diwar Ki Aankhon Se paTTi Khol Kar

poet

Mujh Sath Sair-E-Bagh Kun Ai Nau-Bahaar Chal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet