Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nasir-kazmi

dekh Mohabbat Ka dastur

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nasir Kazmi, Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

dekh mohabbat ka dastur

tu mujh se main tujh se duur

tanha tanha phirte hain

dil viran ankhen be-nur

dost bichhadte jaate hain

shauq liye jaata hai duur

ham apna gham bhuul gae

aaj kise dekha majbur

dil ki dhadkan kahti hai

aaj koi aaega zarur

koshish lazim hai pyare

aage jo us ko manzur

suraj duub chala ‘nasir’

aur abhi manzil hai duur

More Poems

Shajar Jis Pe Main Rahta Hun Use kaTa Nahin Karta

Maskan-O-Mawa-e-Ma Chun Ku-e-Tust

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi

Garmi-E-Hasrat-E-Nakaam Se Jal Jate Hain

Tasawwur

Yaad Mein Teri Jahan Ko Bhulta Jata Hun Main

Aur Hain Kitni Manzilen Baqi

Ejaz-E-Jaan-dahi Hai Hamare Kalam Ko

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.