• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHulasa Ye Mere Haalat Ka Hai

KHulasa Ye Mere Haalat Ka Hai

ḳhulasa ye mire halat ka hai

ki apna sab safar hi raat ka hai

ab ik rumal mere saath ka hai

jo meri valida ke haath ka hai

ana kya ijz ko girdab samjho

baḌa gahra samundar zaat ka hai

ḳhuda ash.ar-e-rasmi se bacha.e

ye qatl-e-am sachchi baat ka hai

tapish kitni hai maan ke ansuon men

ye paani kaun si barsat ka hai

mujhe behtar hai kachchi qabr apni

kisi gumbad se jo ḳhairat ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ko Chhu Len Tere Aur surKH-Ru Ho Len

shakeela-bano

dast-E-Qatil Mein Ye Shamshir Kahan Se Aai

Doston Se to Kinara Bhi Nahin Kar Sakta

Sukut Us Ka Hai Sabr-E-Jamil Ki Surat

Nai Basi Koi KHabar De De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet