• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekh Kar Wahshat Nigahon Ki Zaban Bechain Hai

Dekh Kar Wahshat Nigahon Ki Zaban Bechain Hai

dekh kar vahshat nigahon ki zaban bechain hai

phir sulagne ko koi ik dastan bechain hai

kaali raton ke saliqe din ko kyuun bhane lage

soch kar gum-sum hai dharti asman bechain hai

kaghazon par ho ga.e saare ḳhulase hi magar

kuchh to hai jo hashiyon ke darmiyan bechain hai

jab se sazish men samundar ki hava shamil hui

kashti hai chup-chap si aur badban bechain hai

bhed jab sargoshiyon ka khul ke aaya samne

shor vo uTTha hai apna hukmaran bechain hai

hijr ke mausam ki kuchh mat puchhiye uf dastan

main yahan betab huun to vo vahan bechain hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Aisa Pas-E-Ghairat uTh Gaya Is Ahd-E-Pur-Fan Mein

poet

Jashn Tujhko Mere Nau-Shah Mubarak Hoe

akbar-allahabadi

Khushi Kya Ho Jo Meri Baat Wo But Man Jata Hai

sauda-mohammad-rafi

Sadma Har-Chand Tere Jaur Se Jaan Par Aaya

Ji Dard Se Hai niDhaal Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet