• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekh darwaze Se Mujhko Wo Pari-Ru Hat Gai

dekh darwaze Se Mujhko Wo Pari-Ru Hat Gai

meer-hasan

dekh darvaze se mujh ko vo pari-ru hat gai

dekhte hi us ke meri jaan bas chat-pat gai

tum udhar dhote rahe munh ham idhar rote rahe

rote-dhote do ghadi baare maze se kat gai

gard-e-kulfat bas-ki chhai dil se ta aankhon talak

nahr thi jaari jo aankhon ki mire so pat gai

ji ada ne zulf ne dil hosh ghamzon ne liya

jins-e-hasti apni sab gharat men aa kar bat gai

parde hi parde men dil ko khaak kar daala mire

is ada se vo pari munh par liye ghunghat gai

zulf gar chhidri hui tere to mat kha pech-o-tab

kya hua az-bas uthae bojh dil ke lut gai

kal jo mera khush-nigah guzra chaman se ai ‘hasan’

muund li badam ne aankh aur nargis kat gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

neelma-sarwar

Sindh Mein Rahne Wale dost Ke Nam Ek Khat

Dekhe Tera Rasta Phul

poet

Rahbar-E-Qaum Samajh Le Ye Haqiqat Hai baDi

Mere Aasab Pe Chhati Hi Chali Jati Hai

Badal Raha Hai Zamana to Mere Thenge Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet