• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dayar-E-Zat Mein Jab KHamushi Mahsus Hoti Hai

Dayar-E-Zat Mein Jab KHamushi Mahsus Hoti Hai

dayar-e-zat men jab ḳhamushi mahsus hoti hai

to har avaz jaise gunjti mahsus hoti hai

main thoḌi der bhi ankhon ko apni band kar luun to

andheron men mujhe ik raushni mahsus hoti hai

suna tha main ne ye to pattharon ka shahr hai lekin

yahan to pattharon men zindagi mahsus hoti hai

tasavvur men tiri tasvir main jab bhi banata huun

mujhe har baar rangon ki kami mahsus hoti hai

jise sochon ne Dhala ho ḳhayalon ne tarasha ho

vo chehra dekh kar kitni ḳhushi mahsus hoti hai

yahi bedariyan hain jo mujhe sone nahin detin

inhin bedariyon men niind bhi mahsus hoti hai

ye ab main agahi ki kaun si manzil pe aa pahuncha

mujhe sairabiyon men tishnagi mahsus hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ba-Nam-E-Ishq Gham-E-Motabar Zaruri Hai

Fuzul Shai Hun Mera Ehtiram Mat Karna

poet

Daraaz Gesu Damakte Aariz Kaman Abru Azab Aankhen

riyaz-khairabadi

Ji Uthe Hashr Mein Phir Ji Se Guzarne Wale

poet

Aadmi Aadmi Se Milte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet