• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Har Baat Zamane Se Chhupani paDi Thi

Apni Har Baat Zamane Se Chhupani paDi Thi

poet

apni har baat zamane se chhupani paḌi thi

phir bhi jis aankh men dekha to kahani paḌi thi

main ne kuchh rang chura.e the kisi titli ke

aur phir umr hifazat men bitani paḌi thi

kal kisi ishq ke bimar pe dam karna tha

pir-e-kamil ko ghazal meri sunani paḌi thi

kucha-e-ishq se nakam palaTne vaale

tu ne dekha tha vahan meri javani paḌi thi

dil na sah paaya kisi aur se qurbat us ki

mujh ko divar se tasvir haTani paḌi thi

main bahut jald buḌhape men chala aaya tha

bin tire umr ki raftar baḌhani paḌi thi

us ki hasrat ka badan barf na ho jaa.e kahin

apne siine men mujhe aag lagani paḌi thi

tere ‘mumtaz’ ko gham maut ka bas is liye hai

apne balon men tujhe ḳhaak ravani paḌi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dard Ki Dhup-Bhare Dil Ki Tamazat Le Kar

poet

Mahram-E-Ishq Hain honTon Ko Siye baiThe Hain

Lahu Mein Phul Khilane Kahan Se Aate Hain

Ho Gae Hum Shikar Phulon Ke

jaun-eliya

Ramz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet