• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dayar-E-Shahid-E-Bilqis-Ada Se Aaya Hun

Dayar-E-Shahid-E-Bilqis-Ada Se Aaya Hun

dayar-e-shahid-e-bilqis-ada se aaya huun

main ik faqir huun shahr-e-saba se aaya huun

jahan-e-nau ki talab aur is ḳharabe men

savad-e-istaḳhr-o-nainva se aaya huun

shab-e-siyah-e-ḳhizan ke sumum-o-sar-sar tak

nigar-ḳhana-e-shub.h-o-saba se aaya huun

abhi kahan hai mujhe nauha-o-nava ka shu.ur

ki ek nahiya-e-be-nava se aaya huun

mire rumuz ka irfan kise nasib ki main

sarosh-e-ruh-e-azal huun sama se aaya huun

damak rahi hai zaman-o-makan ki peshani

sitara-e-abadi huun ḳhala se aaya huun

tumhare ghuncha-o-gul se gharaz nahin mujh ko

idhar ishara-e-bad-e-saba se aaya huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Shorida dile daram diwana Chunin Bayad

Ro Chale Chashm Se Girya Ki Riyazat Kar Ke

parveen-shakir

Ab Bhala Chhod Ke Ghar Kya Karte

Rafta Rafta Rang Bikharte Jate Hain

Sufi

Ham-Safari

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet