• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht Ki Pyas baDhane Ke Liye Aae The

Dasht Ki Pyas baDhane Ke Liye Aae The

dasht ki pyaas baḌhane ke liye aa.e the

abr bhi aag lagane ke liye aa.e the

aise lagta hai ki ham hi se koi bhuul hui

tum kisi aur zamane ke liye aa.e the

apni pathra.i hui ankhon ko jhapken kaise

jo tira aks churane ke liye aa.e the

mauj-dar-mauj hua ab-e-ravan qaus-e-quzah

taare ankhon men nahane ke liye aa.e the

log kahte hi rahe ‘sad’ batao kuchh to

ham ki bas ashk bahane ke liye aa.e the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Manus Fitratan Hain Gham-E-Ashiqi Se Hum

Farsh-E-Zamin Pe Barg-E-KHizani Ka Rang Hai

tanveer-anjum

Chaar Sal Baad

Raat Bhi Humne Ro-Ro kaTi Din Bhi so Ke KHarab Kiya

Ye Shahr-E-Tarab Dekh Bayaban Mein Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet