• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht Ki KHak Bhi Chhani Hai

Dasht Ki KHak Bhi Chhani Hai

dasht ki ḳhaak bhi chhani hai

ghar si kahan virani hai

aisi pyaas aur aisa sabr

dariya paani paani hai

kashti vaale hain mayus

ghuTnon ghuTnon paani hai

koi ye bhi sochega

kaise aag bujhani hai

ham ne chakh kar dekh liya

duniya khara paani hai

ek baras aur biit gaya

kab tak ḳhaak uḌani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Ek Lamhe Se dusre Lamhe Tak

zehra-nigaah

Harf Harf Gundhe The Tarz Mushkbu Ki Thi

poet

Naghma Ke Soz Se Ayan Dil Ka Gudaz Ho Gaya

Karte Rahen Wabasta Un Se Chahe Jo Afsane Log

Har Koi Milta Hai Ban Kar Diwar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet