• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht-E-Dua Mein Tere Parastar Rah Gae

Dasht-E-Dua Mein Tere Parastar Rah Gae

dasht-e-dua men tere parastar rah ga.e

sho.alon ke abshar men gulnar rah ga.e

tere visal-o-hijr ga.e to gaya magar

teri shabahaton ke sab azar rah ga.e

jin par tire gulab se chehre ke aks hain

meri nazar men vo dar-o-divar rah ga.e

vo to amir-e-shahr ki aghosh men gaya

us ki gali men a.ina-bardar rah ga.e

ham ne likhe huruf-e-gham-e-jan varaq varaq

paḌhne ko gesu-o-lab-o-ruḳhsar rah ga.e

zaḳhm-e-hunar ke chahne vaale nahin rahe

ḳhush-rang shohraton ke ḳharidar rah ga.e

jalne lage badan to barasne laga lahu

suraj ki raah men rasan-o-dar rah ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kar diya Zulf-E-Pareshan Sa Pareshan Mujhko

baDi Bad-Namiyan Hongi Sar-E-Bazar Milne Se

Main Bataun Ishq Kya Hai Ek Paiham Iztirab

Dhup Mein Jaise Kuhasa Ek Tasawwur Aap Ka

asrarul-haq-majaz

Aawara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet