• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / dasht-e-Adam Ka Sannata

dasht-e-Adam Ka Sannata

akbar-hyderabadi

kya kya manzar dekh rahi hain ankhen meri

kab se un ujle shishon par

saae larzan hain

kuchh dhundlae manzar armanon ki jadu-nagri se

siine ki tariki se

jugnu ki manind jhalakte rahte hain rang badalte rahte hain

band agar ho jaaen ye ankhen

saare manzar

saare pas-manzar

be-alfaz bayan ki surat

ik kore kaghaz men dhal kar

(yaksar ruup badal kar)

Thahri Thahri ankhon ki tanhai men kho jaenge

dasht-e-adam ka sannaTa ho jaenge

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meena-kumari-naz

Aaghaz To Hota Hai Anjam Nahin Hota

Baghair Samt Hua Hun Main Dar-Ba-Dar Kaisa

Laeq Kuchh Nalaeq Bachche Hote Hain

poet

Kyun dhundhti Rahti Hun Use Sare Jahan Mein

Chale to Rah Mein Chubhne Lage the sannaTe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet