• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aashiq Ki Bhi Katti Hain Kya Khub Tarah Raaten

Aashiq Ki Bhi Katti Hain Kya Khub Tarah Raaten

sauda-mohammad-rafi

ashiq ki bhi katti hain kya khuub tarah raten

do-char ghadi rona do-char ghadi baten

qurban huun mujhe jis dam yaad aati hain vo baten

kya din vo mubarak the kya khuub thiin vo raten

auron se chhute dilbar dil-dar hove mera

bar-haq hain agar pairav kuchh tum men karamaten

kal lad gaiin kuche men ankhon se miri ankhiyan

kuchh zor hi aapas men do do huiin samghaten

kashmir si jagah men na-shukr na rah zahid

jannat men tu ai giidi maare hai ye kyuun laten

is ishq ke kuche men zahid tu sambhal chalna

kuchh pesh na javengi yaan teri munajaten

us roz miyan mil kar nazron ko churate the

tujh yaad men hi sajan karte hain madaraten

‘sauda’ ko agar puchho ahval hai ye us ka

do-char ghadi rona do-char ghadi baten

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham Ke Sunsan Bayaban Se Nikalta Hi Nahin

Sufi

Tere Husn-e-Nazar Ka Ye Bhi Ek Eajaz Hai Saqi

fatima-hasan

Ek Nazm Man Ke Liye

Ye Alag Baat Ki Wo Mujhse KHafa Rahta Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Aaj Panghat Pe Ye Gata Hua Kaun Aa Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet