• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Darwaza-E-Hasti Se Na Imlak Se Nikla

Darwaza-E-Hasti Se Na Imlak Se Nikla

darvaza-e-hasti se na imlak se nikla

paigham-e-vafa ḳhushbu-e-idrak se nikla

phir aaj kuredi ga.i vo ḳhak-e-nasheman

phir gauhar-e-maqsud usi ḳhaak se nikla

har baar mujhe mere muqaddar ne sada di

jab bhi koi taara dar-e-aflak se nikla

is baar to majnun ka bharam bhi nahin rakkha

yuun mera junun pairhan-e-chak se nikla

duniya ki zabanon pe rahe ḳhauf ke taale

bas haq to mire lahja-e-be-bak se nikla

mahsus hua aur bhi hisse hain usi men

ik purza-e-dil jab ḳhas-o-ḳhashak se nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pas Hone Ka Ishaara Mil Gaya

Mujhko Marne Ki Koi Ujlat Na Thi

poet

Rose Dene Lage Aazar Ye Kya

Jag Ke Mere Sath Samundar Raaten Karta Hai

Tumko Nahin Hai Yaad Abhi Kal Ki Baat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet