• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dard Ki Raat Ne Ye Rang Bhi dikhlae Hain

dard Ki Raat Ne Ye Rang Bhi dikhlae Hain

parveen-fana-syed

dard ki raat ne ye rang bhi dikhlae hain

meri palkon pe sitare se utar aae hain

dil ke virane men kis yaad ka jhonka guzra

kis ne is ret men ye phuul se mahkae hain

ham ne socha tiri ankhen to uthen lab to hilen

is liye ham tiri mahfil se chale aae hain

jin se insan ke zakhmon ka mudava na hua

aaj vo chand sitaron ki khabar laae hain

chand sikkon ki talab hasrat-e-beja to na thi

phir bhi ham phaile hue haath se ghabrae hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aise Bhi the Kuchh Haalat

Ishq Jab Tak Na Aas-Pas Raha

Maine Jo Rah Li Dushwar Ziyaada Nikli

noshi-gilani

Har Jaanib Virani Bhi Ho Sakti Hai

muneer-niyazi

Aa Gai Yaad Sham dhalte Hi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet